Maiya Tere Bhakton Ne Darbar Sajaya Hai Lyrics Sing By Sandeep Sargam

Maiya Tere Bhakton Ne Darbar Sajaya Hai

#BhaktiGaane #MataRaniSong #DevotionalSongs

Title : Maiya Tere Bhakton Ne Darbar Sajaya Hai
Album Name: Maiya Tere Bhakton Ne Darbar Sajaya Hai
Lyrics Written By: Sandeep Sargam
Singer Name: Sandeep Sargam
Publishing Year: 2019
Music Lenth: 6:18
Size: 9 MB

 

Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us

Maiya Tere Bhakton Ne Darbar Sajaya Hai
Aajao Meri Maiya Tujhe Dil Se Bulaya Hai

 

Maiya Tere Bhakton Ne Darbar Sajaya Hai
Aajao Meri Maiya Tujhe Dil Se Bulaya Hai

Aasama Ke Taaro Se Phoolo Ki Kataro Se
Tera Bhawan Sajaya Maa Rangeen Gubbaro Se

Itar Ki Fuhaaro Se Tujhko Mehkaya Hai
Maiya Tere Bhakto Ne Darbar Sajaya Hai

Teri Laal Chunariya Maa Kya Khoob Sajayi Hai
Suraj Ki Bana Bindiya Mathe Pe Lagayi Hai

Ho Maiya Teri Nathani Mein Heera Jadvaya Hai
Maiya Tere Bhakto Ne Darbar Sajaya Hai

Nariyal Aur Paan Supari Teri Bhet Le Aaye Hai
Shraddha Ke Pushp Maiya Charno Mein Laaye Hai

Meva Aur Mishri Ka Tera Bhog Banaya Hai
Maiya Tere Bhakto Ne Darbar Sajaya Hai

Sargam Ne Sada Meri Maa Yash Tera Gaana Hai
Jeevan Apna Saara Tere Dar Pe Bitana Hai

Kya Ghabrana Hai Sir Pe Tera Saya Hai
Maiya Tere Bhakto Ne Darbar Sajaya Hai

Download-Button1-300x157

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *