Maiya Ji Ka Naam Bada Pyaara Mera Jeevan Sahara – Lyrics

#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Durgabhajan
Name:Maiya Ji Ka Naam Bada Pyaara Mera Jeevan Sahara
Singer Name:Gopeshwari Sharma, Anuradha Sharma, Vibha Sharma
Album Name :Bhajan Ras
Published Year:2018
File Size:06:09 M
Time Duration:05:00 MB

View In Hindi Lyrics

Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Jab Maiya Ka Mukhada Dekha
Jab Maiya Ka Mukhada Dekha
Bisar Gayi Mai Jag Sara Mera Jeevan Sahara
Bisar Gayi Mai Jag Sara Mera Jeevan Sahara
Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Jab Maiya Ke Haath Niharu
Jab Maiya Ke Haath Niharu
Aashirwad Mila Pyara Mera Jeevan Sahara
Aashirwad Mila Pyara Mera Jeevan Sahara
Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Jab Maiya Ki Jyot Jagau
Jab Maiya Ki Jyot Jagau
Jagmag Hua Chaman Sara Mera Jeevan Sahara
Jagmag Hua Chaman Sara Mera Jeevan Sahara
Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Jab Maiya Ke Charan Pakharu
Jab Maiya Ke Charan Pakharu
Dhulak Gayi Aashuan Dhara Mera Jeevan Sahara
Dhulak Gayi Aashuan Dhara Mera Jeevan Sahara
Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Jab Maiya Ko Bhog Lagau
Jab Maiya Ko Bhog Lagau
Baras Gayi Amrat Dhara Mera Jeevan Sahara
Baras Gayi Amrat Dhara Mera Jeevan Sahara
Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Jabse Inki Sharan Me Aayi
Jabse Inki Sharan Me Aayi
Badal Gayi Jeevan Dhara Mera Jeevan Sahara
Badal Gayi Jeevan Dhara Mera Jeevan Sahara
Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara
Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara
Maiya Ji Ka Naam Bada Pyara Mera Jeevan Sahara

Jai Mata Di

Download-Button1-300x157

Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *