Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya Latest Sai Baba Bhajan By Hamsar Hayat Nizami

#BHAKTIGAANE #LatestSaiBabaBhajan #BestSaiBabaBhajan #HamsarHayatNizami
Lyrics Name:Maine Manga Tha Kya
Singer Name:Hamsar Hayat Nizami
Album Name :Latest Sai Baba Bhajan
Published Year:2017
File Size:7MB Time Duration:05:08:00



 

View In Hindi Lyrics



Sai Mil Gaya….

Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya
Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya
Sai Tum Mil Gaye To Khuda Mil Gaya
Sai Tum Mil Gaye To Khuda Mil Gaya

Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya
Sai Tum Mil Gaye To Khuda Mil Gaya…2

Sai Mera Sai Mera Sai Nath Hai……

Meri Raho Mein Kante Bahut The Magar
Sai Baba Ne Mujhko Sahara Diya….2
Main Tha Bhatka Hua Rasta Mil Gaya
Sai Tum Mil Gaye To Khuda Mil Gaya…2

Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya….

Sai Mil Gaya….

Aandhiyon Ne Bhi roka Tha Rasta Magar
Main Na Ruk Paya Sai Tere Naam Par….2
Aapko Paa Liya To Jahan Mil Gaya…2
Sai Tum Mil Gaye To Khuda Mil Gaya…2

Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya….

Sai Mera Sai Mera Sai Nath Hai…..

Jindagi Meri Sai Ka Inaam Ho
Jism Meinn Jaan Hai Sai Ka Daan Hai…2
Ek Hamsar Ko Bhi Hausla Mil Gaya…2
Sai Tum Mil Gaye To Khuda Mil Gaya…2

Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya
Sai Tum Mil Gaye To Khuda Mil Gaya…2

Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya….

Maine Manga Tha Kya Mujhko Kya Mil gaya….



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *