Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re Shyam Ka khajaana Krishna Bhajan Full Lyrics By Jai Shankar Chaudhary

#BHAKTIGAANE #LatestKrishnaBhajan #BestKrishnaBhajan
Lyrics Name:Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re Shyam Ka khajaana
Singer Name: Jai Shankar Chaudhary
Album Name:Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:13MB Time Duration:09:4:00




View In Hindi Lyrics




Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re
Shyam Ka khajaana Lut raha Re

Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re
Shyam Ka khajaana Lut raha Re

Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re
Shyam Ka khajaana Lut Raha Re
Baba Ka Khajaana Lut Raha Re

Lut Sake Toh Lut Le Bande Kaahe Deri Karta Hai
Aisa Mauka Fir Naa Milega Sabki Jholi Bharta Hai
Lut Sake Toh Lut Le Bande Kaahe Deri Karta Hai
Aisa Mauka Fir Naa Milega Sabki Jholi Bharta Hai
Iski Sharan Me Aakar ke Iski Sharan Me Aakar Ke
Jo Kuch Bhi Maanga Mil Gaya Re
Iski Sharan Me Aakar ke Iski Sharan Me Aakar Ke
Jo Kuch Bhi Maang Mil Gaya Re

Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re
Shyam Ka khajaana Lut Raha Re

Haantho Haanth Milega Parcha Ye Darbaar Niraala Hai
Ghar-Ghar Puja Ho Kaliyug Me Bhakto Ka Rakhwala Hai
Haantho haanth Milega Parcha Ye Darbaar Niraala Hai
Ghar-Ghar Puja Ho Kaliyug Me Bhakto Ka Rakhwala Hai
Jisne Bhi Iska Naam Liya Jisne Bhi Iska Naam Liya
Uski Kishmat Ka Taala Khul Gaya Re
Jisne Bhi Iska Naam Liya Jisne Bhi Iska Naam Liya
Uski Kishmat Ka Taala Khul Gaya Re

Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re
Shyam Ka khajaana Lut Raha Re

Iske Jaisa Is Duniya Me Koi Bhi Darbaar Nahi
Aisa Dayalu Banwari Ye Karta Kabhi Inkaar Nahi
Iske Jaisa Is Duniya Me Koi Bhi Darbaar Nahi
Aisa Dayalu Banwari Ye Karta Kabhi Inkaar Nahi
Kon Hai Aisa Duniya Me Kon Hai Aisa Duniya Me
Jisko ye baba nat gaya Re
Kon Hai Aisa Duniya Me Kon Hai Aisa Duniya Me
Jisko ye baba nat gaya Re

Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re
Shyam Ka khajaana Lut raha Re

Lut Raha Lut Raha Lut Raha Re
Shyam Ka khajaana Lut raha Re



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *