Lal Chunariya Jagdambey Maiya Ko Odhani Hai
#BhaktiGaane #MataRaniSong #DevotionalSongs
Title : Lal Chunariya Jagdambey Maiya Ko Odhani Hai
Album Name:Lal Chunariya
Lyrics Written By:Abhinay Pathak
Singer Name: Abhinay Pathak
Publishing Year: 2019
Music Lenth: 6:28
Size: 9 MB
Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us
Maiya Ki Aankhe Hai Kitni Pyari
Maiya Ki Chunari Hai Laal Gulabi
Maa Sherowali Vo Durge Kali
Bin Mange Maiya Sab Deti Hai
Maa Ki Mahima Apram Paar
Lal Chunariya Jagdambey Maiya Ko Odhani Hai
Shero Wali Maiya Ki Jai Jai kar Lagani Hai
Lal Chunariya Jagdambey Maiya Ko Odhani Hai
Shero Wali Maiya Ki Jai Jai kar Lagani Hai
Mere Man Mandir Mein Maiya Tujhko Main Bithaunga
Bhav Bhare Uphaaro Ko Tere Charno Mein Chadaunga
Tera Mera Rishta Maiya Bahut Purana Hai
Shero Wali Maiya Ki Jai Jai kar Lagani Hai
Laakho Soye Bhagya Jagaye Apne Khajane Maa Ne Lutaye
Bhakto Ke Dukh Harleti Maa Sabki Jholiya Bhar Deti Maa
Kadam Kadam Darbar Maiya Ke Kitne Suhaane Hai
Shero Wali Maiya Ki Jai Jaikar Lagani Hai
Mathe Ki Bindiya Cham Cham Chamke
Hath Ka Kagna Khan Khan Khanke
Unche Parvat Bhawan Nirala
Bhawan Mein Dekho Singh Vishala
Shaan Hai Maa Ki Badi Nirali
Kitni Pyari Hai
Shero Wali Maiya Ki
Jai Jaikar Lagani Hai
Lal Chunariya Jagdambey Maiya Ko Odhani Hai
Shero Wali Maiya Ki Jai Jai kar Lagani Hai