Khatu Jana Hain Darshan Pana Hain -Lyrics By Sanjay Mittal


#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #KhtuShyambhajan
Name:Khatu Jana Hain Darshan Pana Hain
Singer Name:Sanjay Mittal
Album Name : Shyam Se Nata
Published Year:2018
File Size:06:41 M
Time Duration:05:00 MB







View In Hindi Lyrics

Kartik Ke Jaate Hi Man Mein
Chaav Chad Gaya

Sanwariye Se Prem Thoda
Aur Bad Gaya

Are Soch Soch Ke Manwa Mera
Jhoom Jhoom Kar Nachan Laga

Aaya Fagan Jhoom Ke Bhaiya
Re Bhakto

Khatu Jana Hain
Darshan Pana Hain
Shyam Ke Rang Mein To
Sabhi Ko Rang Jana Hai

Khatu Jana Hain
Darshan Pana Hain
Shyam Ke Rang Mein To
Sabhi Ko Rang Jana Hai

Karlo Mele Ki Taiyari
Ek Dwaja Banalo Pyari

Saare Bhakto Ke Sang Mein
Jaana Hai Shyam Ki Dwari

Khatu Mein Baitha Vo
Hela Maar Gaya Hai

Apne Saare Bhakto
Ko Pukar Gaya Hai

Sunke Hela Shyam Pabhu Ka
Man Mera Lalchavan Laga

Re Bhakto
Khatu Jana Hain
Darshan Pana Hain
Shyam Ke Rang Mein To
Sabhi Ko Rang Jana Hai

Rangis Se Paidal Paidal
Bhakto Ke Sang Chalna Hai
Saare Raste Mein Kewal
Shri Shyam Naam Japna Hai

Fagun Ke Mele Ki Fir Bahaar Dekhlo
Sacha Sacha Khatu Ka Darbar Dekhlo

Dekh Ke Khatu Nagri Pyari
Mera Dil Ye Gaawan Laga

Aaya Fagan Jhoom Ke Bhaiya
Re Bhakto

Khatu Jana Hain
Darshan Pana Hain
Shyam Ke Rang Mein To
Sabhi Ko Rang Jana Hai

Gwaras Ki Jyot Jagake
Baras Ki Dhauk Lagana

Mere Shyam Dhani Se Pyare
Fir Man Chaaha Var Pana

Holiya Mein Saara Khatu Laal Dekhlo
Shyam Kahe Chang Mein Dhamal Dekhlo

Hogi Vidayi Shyam Dhani Se
Aanshu Mera Chalan Laga

Aaya Fagan Jhoom Ke Bhaiya
Re Bhakto
Khatu Jana Hain
Darshan Pana Hain
Shyam Ke Rang Mein To
Sabhi Ko Rang Jana Hai

Khatu Jana Hain
Darshan Pana Hain

Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *