Kanhaiya Kanhaiya Hindi Lyrics By Shashika Mooruth

#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Krishnabhajan
Kanhaiya Kanhaiya Hindi Lyrics

https://www.youtube.com/watch?v=8sBTL3LgNxQ

View In Hindi Lyrics

Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya

Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya

Vrunda van ka muraliwala
Sab kehte hai nand gopala
Chhup chhup ke tu na sata
Vrunda van ka muraliwala
Sab kehte hai nand gopala
Chhup chhup ke tu na sata
O natkhat o re kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya
Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya

Gopio ko tu kyun satave
Handi o se maakhan churaye
Matkiya fode hazaar
Gopio ko tu kyun sataye
Handi o se maakhan churaye
Matkiya fode hazaar
O natkhat o re kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya
Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya

Baar baar tu na murali bajava
Ab tum hi ho mera thikana
Ghayal ziyra hamaar
Baar baar tu na murali bajava
Ab tum hi ho mera thikana
Ghayal ziyra hamaar
O natkhat o re kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya
Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Bansi bajaike kahan chhupaiyo
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya

Kanhaiya kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya
Kanhaiya kanhaiya
Karti hai tumse vyaah
Radha kanhaiya
O radha kanhaiya
O radha kanhaiya
O radha kanhaiya.



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *