Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke Krishna Hindi Bhajan Lyrics
कन्हैया दीन दुखियो के कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स
Singer By: Vikas Raghuvanshi
Lyrics By : Shri Gaje Singh Ji (Bhivani )
Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke Krishna Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Vikas Raghuvanshi This version of song is written by Shri Gaje Singh Ji (Bhivani ) Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke Krishna Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Sonotek Bhakti It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.
Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke Krishna Hindi Bhajan Lyrics -HD Video
Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke Krishna Hindi Bhajan Lyrics | कन्हैया दीन दुखियो के कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं Shri Gaje Singh Ji (Bhivani ) और गया हैं Vikas Raghuvanshi बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .
Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke
Sahayak Tum Kahaate Ho
Dukhi Hu Deen Hu Main Bhi
Mujhe Fir Kyo Bulate Ho
Badai Sunke Rehmat Ki
Tumhare Dar Pe Aaya Hu
Reham Ki Bheekh Do Data
Main Gardish Ka Sataya Hu
Hamesha Aap Hi Bigadi Mein
Aakhir Kaam Aate Ho
Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke
Sahayak Tum Kahaate Ho
Dukhi Hu Deen Hu Main Bhi
Mujhe Fir Kyo Bulate Ho
Krishna Krishna Krishna
Jai Krishna Krishna Krishna
Inayat Ki Nazar Karke Balaye Taal Do Data
Khushi Meri Bhi Jholi Mein Jara See Daal Do Data
Jaha Ki Nemate Tumko Gareebo Ko Lutate Ho
Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke
Sahayak Tum Kahaate Ho
Dukhi Hu Deen Hu Main Bhi
Mujhe Fir Kyo Bulate Ho
Main Jag Se Haar Kar Aaya
Tu Haare Ka Sahara Hai
Tumhare Bin Nahi Jag Mein
Kahi Mera Gujaara Hai
Laga Kar Apne Charno Mein
Taras Bekas Pe Khaate Ho
Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke
Sahayak Tum Kahaate Ho
Dukhi Hu Deen Hu Main Bhi
Mujhe Fir Kyo Bulate Ho
Badi Bedard Hai Duniya
Bharosa Kya Karun Isspar
Jaha Dil Deke Main Aaya
Vahi Se Aarahe Patthar
Gajai Singh Rishta Pyar Ka
Tumhi Nibhate Ho
Kanhaiya Deen Dukhiyo Ke
Sahayak Tum Kahaate Ho
Dukhi Hu Deen Hu Main Bhi
Mujhe Fir Kyo Bulate Ho