Jitne Wale Ke Sab Saathi Latest Khatu Shyam Bhajan Full Lyrics

#BHAKTIGAANE #LatestKhatuShyamBhajan #BestKhatuShyamBhajan
Lyrics Name:Jitne Wale Ke Sab Saathi
Album Name :Khatu Shyam Bhajan
Published Year:2017
File Size:11MB Time Duration :07:15:00







View In Hindi Lyrics

Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara
Aisa Shyam humara,
Jiski naiya isne thaami, bhav se parr utaraa,
Aisa Shyam humara,
Jitney wale ke sab saathi, yeh hare ka sahara,
Aisa Shyam humara,

Jiske sang mei ho Kanhaiya, uski naa dube naiya,
Majhdhaar bhi kya kar lega, jab saath ho aisa khewaiyaa,
Iski kripa se hi chalta, hum jaiso ka gujara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,

Kaliyug mei danka bajta, ghar- ghar mei iski kahaani,
Khatu se bhejta rehta, bhakto ko dana pani,
Gunj raha saari duniya mei, Shyam naam ka nara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,

Jo jag se haar ke ata, ye usko gale lagata,
Yeh isi liye toh jag mei, hare ka saathi kahata,
Kahe Pawan jo sharan mei aaye, kabhi nahi wo hara,
Aisa Shyam humara, oh ho Aisa Shyam humara,



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *