Jara Itna Bata De Kanha Ki Tera Rang Kala Kyon Krishna Bhajan Lyrics Meena Rana

radha_y_krishna_1#BHAKTIGAANE Jara itna Bata De Kanha Ki Tera Rang Kala Kyon
Lyrics Name:Jara Itna Bata De Kanha Ki Tera Rang Kala Kyon
Singer Name:#MeenaRana
Album Name :#KrishnaBhajan
Published Year 2016
File Size:11MB Time Duration :07:50:00





View This Bhajan in Hindi Lyrics



Shyam Ka Kala Badan
Aur Shyam Ghata Se Kala
Shaam Hote Hi Gajab Kar Gaya
Mohan Murali Wala

Jara Itna Bata De Kanha
Ki Tera Rang kala kyon
Kala hokar bhi Jag se
Tu itna nirala kyon

Jara Itna Bata De Kanha
Ki Tera Rang kala kyon…2

Maine kali raat mein janam liya
Maine kali gaay ka doodh piya
Aur raaton ka rang bhi kala
Gaayon ka rang bhi kala

Ishiliye main kala…
Jara Itna Bata De Kanha
Ki Tera Rang kala kyon…2

HOOO….
Maine kali putna ko maar diya
Maine kaliya phan par naach diya
Aur putna ka rang bhi kala
Naagon ka rang bhi kala

Ishiliye main kala…
Jara Itna Bata De Kanha
Ki Tera Rang kala kyon…2

Sakhi roj hi mujhe bulati hai
Aur maakhan mishri khilati hai
sakhiyon ka man bhi kala
Aur Kajare ka rang bhi kala

Ishiliye main kala…
Jara Itna Bata De Kanha
Ki Tera Rang kala kyon…2

Jara Itna Bata De Kanha
Ki Tera Rang kala kyon
Kala hokar bhi Jag se
Tu itna nirala kyon

HOOO….
Jara Itna Bata De Kanha
Ki Tera Rang kala kyon…2

Jai Gobind Jai Gopal…

Jai kanhaiya Jai kanhaiya
Jai kanhaiya Jai kanhaiya Lal

Jai kanhaiya Jai kanhaiya
Jai kanhaiya Jai kanhaiya Lal



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *