Jai Saraswati Mata Aarati Lyrics Anuradha Paudwal

saraswati image
Mp3 Song/Lyrics Name : Om jai saraswati mata, jai jai saraswati mata Sadgun vaibhav shalini, tribhuvan vikhyata Jai jai saraswati mata||
Singer : Anuradha Paudwal
Album Name : Bhakti Savarga
Published Year : 2016
File Size : 7 Mb Time Duration : 5:12 Min\






View In Hindi Lyrics



Om jai saraswati mata, jai jai saraswati mata
Sadgun vaibhav shalini, tribhuvan vikhyata
Jai jai saraswati mata

Om jai saraswati mata, jai jai saraswati mata
Sadgun vaibhav shalini, tribhuvan vikhyata
Jai jai saraswati mata

Chandravadani padmasini druti mangal kaari
Sohe shubh hans sawaari,atul tej dhaari
Jai jai saraswati mata

Baaye kar mein veena,daaye kar mala
maiya daaye kar mala
Sheesh mukut mani shohe,Sheesh mukut mani shohe,
gale motiyan mala
Jai jai saraswati mata

Devi sharan jo aaye, unka uddhar kiya
maiya unka uddhar kiya
Baithi manthra dasi,Baithi manthra dasi
rawan sanhar kiya
Jai jai saraswati mata

Vidya gyan pradayini,gyan prakash bharo
jan gyan prakash bharo
Moh agyan timir ka jag se nash karo, Moh agyan timir ka jag se nash karo
Jai jai saraswati mata

Dhoop deep fal meva,maa swikaar karo
ho maa swikaar karo
Gyanchakshu de mata,Gyanchakshu de mata
jag nistar karo
Jai jai saraswati mata

Maa sarswati ji aarti jo koi nar gave
maiya jo koi jan gaave
Hitkari shukhkari Hitkari shukhkari
gyan bhakti pave
Jai jai saraswati mata

Om jai saraswati mata, jai jai saraswati mata
Sadgun vaibhav shalini, tribhuvan vikhyata
Jai jai saraswati mata

Om jai saraswati mata, jai jai saraswati mata
Sadgun vaibhav shalini, tribhuvan vikhyata
Jai jai saraswati mata




Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *