Jai Ho Maai Kaalka
#BhaktiGaane#DurgaSong #DevotionalSongs
Title : Jai Ho Maai Kaalka
Album Name:Jai Ho Maai Kaalka
Lyrics Written By: Keshav Sharma
Singer Name:Keshav Sharma
Publishing Year: 2020
Music Lenth: 5:32
Size: 8 MB
Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us
Jai Ho Maai Kaalka Jeeve Tera Balka
Jisne Teri Jyot Jagayi Tune Bigadi Baat Banayi
Dukh Door Kiye Ek Pal Mein Unke Ghar Mauj Lagayi
Jai Ho Maai Kaalka Jeeve Tera Balka
Rahe Door Uss Ghar Se Saari Balaye
Kabhi Dukh Ke Badal Na Uss Ghar Mein Chhaye
Hai Jinko Bharosa Teri Rehmato Ka
Chinta Na Koi Dar Sataye
Bhakto Ki Tuhi Sahayi Teri Jai Ho Kalka Maai
Dukh Door Kiye Ek Pal Mein Unke Ghar Mauj Lagayi
Jai Ho Maai Kaalka Jeeve Tera Balka
Jisne Teri Jyot Jagayi Tune Bigadi Baat Banayi
Dukh Door Kiye Ek Pal Mein Unke Ghar Mauj Lagayi
Jo Teri Raja Mein Rahe Mast Hardam
Barasti Hai Unpe Teri Mehar Har Dam
Baje Unke Jeevan Mein Sargarm
Goonje Khushiyo Ki Shenai
Teri Jai Ho Kalka Maai
Dukh Door Kiye Ek Pal Mein Unke Ghar Mauj Lagayi
Jisne Teri Jyot Jagayi Tune Bigadi Baat Banayi
Dukh Door Kiye Ek Pal Mein Unke Ghar Mauj Lagayi
Tu Rakhti Sada Unpe Apni Mehar Hai
Tere Ladlo Ki Tu Rakhti Khabar Hai
Jo Paas Tere Teri Rehmato Ke
Na Unko Kami Hai Na Koi Kasar Hai
Dukh Door Kiye Ek Pal Mein Unke Ghar Mauj Lagayi
Jai Ho Maai Kaalka Jeeve Tera Balka
Jisne Teri Jyot Jagayi Tune Bigadi Baat Banayi
Dukh Door Kiye Ek Pal Mein Unke Ghar Mauj Lagayi