Jai Deva Jai Gauri Nandan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics
जय देवा जय गौरी नंदन गणेश हिंदी भजन लिरिक्स
Singer By: Poornima
Lyrics By : K.L. Pardesi
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Poornima This version of song is written by K.L. Pardesi Jai Deva Jai Gauri Nandan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Tips Bhakti Prem It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics -HD Video
Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Jai Deva Jai Gauri Nandan Ganesh Hindi Bhajan Lyrics | जय देवा जय गौरी नंदन गणेश हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं K.L. Pardesi और गया हैं Poornima बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .
Jai Deva
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ki Aarti
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ki Aarti
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Poori Kare Uski Baat
Shraddha Se Gaaye Jo Bhi
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ki Aarti
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Phoolon Ki Varsha Hai Dekhe Jidhar
Chaaro Ore Bhakto Ki Bheed Hai Lagi
Chaaro Ore Bhakto Ki Bheed Hai Lagi
Dhoop Jale Jalte Hai Kitne Diye
Bole Sabhi Jai Ho Jai Ganpati
Bole Sabhi Jai Ho Jai Ganpati
Shank Baje Dhoom Mache
Aisi Mache Khushbu Hawa Mein Mehakne Lage
Aisa Lage Dharti Pe Dekh Rahe Rishi Muni
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ki Aarti
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Is Mein Hai Deva Ki Mahima Tarang
Poori Ho Ashaye Mann Ki Sabhi
Poori Ho Ashaye Mann Ki Sabhi
Jo Prem Se Iski Pooja Kare
Jo Dhyaye Aur Gaaye Ye Aarti
Jo Dhyaye Aur Gaaye Ye Aarti
Sach Hai Bhale Aaye Wo Ek Baar Hi
Jata Nahi Haath Khali Kabhi
Jhol Bhare Uski Sada Jiske Mann Mein Utar Gayi
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ki Aarti
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Maila Ho Mann To Ye Ujla Kare
Jeevan Andhera Mitati Hai Ye
Jeevan Andhera Mitati Hai Ye
Dikhlaye Usko Chamatkar Ye
Jai Deva Jo Naam Sumiran Kare
Jai Deva Jo Naam Sumiran Kare
Charo Taraf Jyot Jale Aisi Jale
Dwaar Swarg Ke Jaise Ho Khul Gaye
Phoolon Ka Mann Dole Gaaye Yahan Kali Kali
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ki Aarti
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Poori Kare Uski Baat
Shraddha Se Gaaye Jo Bhi
Ganpati Deva Ki Aarti
Ho O
Jai Deva Jai Gauri Nandan Ki Aarti
Ganpati Deva Ki Aarti