Jai Bolo Hanuman Ki Hanuman Bhajan Lyrics Kumar VIshu

oie_mzntmq49yl6n#BHAKTIGAANE#JaiBoloHanumanKi
Lyrics Name:Jai Bolo Hanuman Ki
Singer Name:#KumarVIshu
Album Name :#HanumanBhajan
Published Year 2016
File Size:10MB Time Duration :07:05:00




View In Hindi Lyrics



Shri Ram Prabhu Khush Honge
Aur Khush Hongi Maa Jaanki
Ram Prabhu Khush Honge
Aur Khush Hongi Maa Jaanki

Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki

Ram naam ke ye deewane
Ram naam ke rasiya
Anjani laala bajrag bala
Siyaram man basiya

Inki seva bhakti par
Jo ungli koi uthae
Ram naam ka ye matwaala
Seena cheer dikhae-2

Hai rom rom mein Inke
Chhavi ram chandra bhagwaan ki

Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki

HOO……
Ram kaaj karne ko aatur
Pawan putra balwaaana
Insan Sewak koi na ye
saare jag ne mana

Inki bhakti inki shakti
Kaun jagat mein tole
Hai ye chatur Sughad ati
gyaani Lagte hai par bhole

Bhakton ke sada sahayi
Aur maut hai ye saitan ki

Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki

Ram prabhu ne sada hi
Nij bhakton ka maan badhaya
Bharat samaan ram ne pyara
Ye hanuman bataya….

Kaliyug mein uddhar ka rasta
Inke dwar se jata
Jo inke tar aa jata
Wo prabhu ram ko pata-2

Prabhu lal langote wale
Rakhte hai khabar jahan ki

Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki

Mere Ram Prabhu Khush Honge
Aur Khush Hongi Maa Jaanki
Ram Prabhu Khush Honge
Aur Khush Hongi Maa Jaanki

Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Bolo Jai Bolo Hanuman Ki



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *