Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics
जग का सताया माँ तेरी शरण में आया दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स
Singer By: Madhur Sharma
Lyrics By : Lakshmi Narayan Sharma
Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Madhur Sharma This version of song is written by Lakshmi Narayan Sharma Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Yuki Music It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.
Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics -HD Video
Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Jag Ka Sataya Maa Teri Sharan Mein Aaya Durga Bhajan Hindi Bhajan Lyrics | जग का सताया माँ तेरी शरण में आया दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं Lakshmi Narayan Sharma और गया हैं Madhur Sharma बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .
Is Asaar Sansar Se,
Hokar Ke Bechain,
Aaya Teri Sharan Bhawani,
Sharan Padun Din Rain,
Sankat Harani Mangal Karani,
Vo Bhay Harani Maat,
Karuna Kar Karunami Maan,
Mere Sar Par Rakh Do Haath
Jag Ka Sataaya Teri Sharan Mein Aaya,
Mere Kasht Mita Do Maiya,
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya
Tu Jag Mata Jan Sukh Daata,
Sinh Vaahini Maiya
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya
Dinan Ke Duhkh Har Lo Bhawani,
Nahin Dekhyo Tum Sam Koi Dani
Sab Ki Mansha Puri Karo Mata,
Mahima Amit Jagat Vikhyaata
Tu Hi Vaishnavi Tu Hi Rudraani,
Tu Hi Shaarada Maiya
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya
Rama Radhika Shyama Kaali Tu Hi,
Maat Santaan Pratipali,
Uma Madhavi Chandi Wala,
Beg Mohi Par Hovu Dayala
Durga Durg Vinashini Mata ,
Paar Laga Do Naiya
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya
Vajr Dhaarini Shok Naashini,
Aayu Rakshni Vindhy Vaasini
Jaaya Aur Vijaya Betaali,
Maan Tu Sankata Aru Vikali
Naam Anant Tumhara Bhawani,
Daya Karo Meri Maiya
Ho Ambe Maiya Ho Ambe Maiya,
Maiya Durge Maiya