Hum Maa Ke Deewane Hai
#BhaktiGaane #LordDurgaSong #DevotionalSongs
Title : Hum Maa Ke Deewane Hai
Album Name: Hum Maa Ke Deewane Hai
Lyrics Written By: Aakash Sahu
Singer Name:Aakash Sahu
Publishing Year: 2019
Music Lenth:5:25
Size: 7 MB
Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us
Meri Maa Ka Karam
Nahi Duniya Ka Gam
Sab Maa Ke Hawale Hai
Hum Maa Ke Deewane Hai
Maiyaji Ke Chahne Wale Hai
Duniya Ka Bachcha Maa Ki God Mein Pala
Duniya Mein Nahi Koi Jo Maa Se Bada
Maa Ne Diye Hai Ram Aur Shyam Jagat Ko
Chalta Raha Hai Aur Chalta Rahega Yuhi Silsila
Hum Maa Ke Deewane Hai
Maiyaji Ke Chahne Wale Hai
Maa Tere Darbar Se Humko Sada Mila
Chalta Hai Teri Rehmato Ka Yuhi Silsila
Vo Sabki Sunti Hai Darbar Mein Jo Aata Hai
Vo Sunti Hai Sabki Fariyad Lekar Aata Hai
Hum Maa Ke Deewane Hai
Maiyaji Ke Chahne Wale Hai
Tu Maa Ke Rang Mein Rang Jaa Jo Maa Ka Laal Hai
Chunari Ka Rang Kyoki Maa Ka Rang Laal Laal Hai
Chudi Ka Rang Maiyaji Ka Laal Laal Hai
Mehandi Kar Rang Maiyaji Ka Laal Laal Hai
Chole Ka Rang Maiyaji Ka Laal Laal Hai
Sir Ko Jhukale Agar Tu Maiya Ka Laal Hai
Hum Maa Ke Deewane Hai
Maiyaji Ke Chahne Wale Hai
Meri Maa Ka Karam
Nahi Duniya Ka Gam
Sab Maa Ke Hawale Hai
Hum Maa Ke Deewane Hai
Maiyaji Ke Chahne Wale Hai