Hey Maruti Saari Ram Katha Ka SaarHanuman Song Lyrics Vipin Sachdeva

lord

Mp3 Song/Lyrics Name :Hey Maruti saari Ram katha saar tumhari aankho mein Duniya bhar ki bhakti ka hai

Singer :Vipin Sachdeva

Album Name :Hey Maruti Saari Ram Katha

Published Year :2010

File Size :5MB Time Duration :03:52:00



 

View In Hindi Lyrics




Hey Maruti saari Ram katha saar tumhari aankho mein
Duniya bhar ki bhakti ka hai
Duniya bhar ki bhakti ka hai bhandar tumhari aankho mein

Hey Maruti saari Ram katha saar tumhari aankho mein
Duniya bhar ki bhakti ka hai
Duniya bhar ki bhakti ka hai bhandar tumhari aankho mein
Hey Maruti saari Ram katha ka saar tumhari aankho mein
Jai jai jai Bajarang Bali jai jai jai Bajarang Bali

Lanka ko tumhi ne jalaya tha jalaya tha jalaya tha
Rawan ko tumhi ne hilaya tha hilaya tha hilaya tha
Sanjeewani buti lakar ke
Sanjeewani buti lakar ke laxman ko tumi ne jilaya tha jilaya tha jilaya tha
Rahte hai sada ragunandan ji
Rehte hai sada ragunandan ji sakar tumhari aankho mein

Hey Maruti
Hey Maruti saari Ram katha saar tumhari aankho mein
Jai jai jai Bajarang Bali jai jai jai Bajarang Bali

Tum sach much ho sankat mochan ho
Sankar ki tarah trilochan ho trilochan ho
Jis par ho tumhari kripa use
Jis par ho tumhari kripa use kabhi kasht na ho kabhi soch na ho
Chinta ko jo kaat ke rakh de wo
Chinta ko jo kaat ke rakh de wo talwar tumhari aanko mein

Hey Maruti
Hey Maruti saari Ram katha saar tumhari aankho mein
Jai jai jai Bajarang Bali jai jai jai Bajarang Balis




Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *