Hatho Se Sewa Shri Ram Ki Karo Hanuman Bhajan Full Lyrics

#BHAKTIGAANE #LatestHanumanBhajan #BestHanumanBhajan
Lyrics Name:Hatho Se Sewa Shri Ram Ki Karo
Singer Name:Jai Shankar Choudhary
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:9MB Time Duration :06:44:00




View In Hindi Lyrics




Haanthon se seva shree Ram ki karo ,
Haanthon se seva shree Ram ki karo ,

Ab toh vidayi Hanuman ki karo,
Ab toh vidayi Hanuman ki karo,
Haanthon se seva shree Ram ki karo ,
Haanthon se seva shree Ram ki karo ,
Ab toh vidayi Hanuman ki karo,
Ab toh vidayi Hanuman ki karo,

Kaise mai inse najare milaau, Inka jo karja kaise chukaau,
Sita ko dhundha mujhse milaya, laya Sanjiwan bhayi jilaya,
Yaad jara inke ehsaan ko karo, Yaad jara inke ehsaan ko karo,
Phir tum vidayi Hanuman ki karo, Phir tum vidayi Hanuman ki karo,
Haanthon se seva shree Ram ki karo , Haanthon se seva shree Ram ki karo ,
Ab toh vidayi Hanuman ki karo, Ab toh vidayi Hanuman ki karo,

Pehle mai apne dil ko tatolu, kis muh se usko jaane ki bolu,
Mere prabhu ki laya nisani, maine toh mann mei marne ki thaani,
Yaad jara mere anjaam ko karo, Yaad jara mere anjaam ko karo,
Phir tum vidayi Hanuman ki karo, Phir tum vidayi Hanuman ki karo,
Haanthon se seva shree Ram ki karo , Haanthon se seva shree Ram ki karo ,
Ab toh vidayi Hanuman ki karo, Ab toh vidayi Hanuman ki karo,

Isne humari jaan bachayi, iske badolt mile bhai bhai,
Iske badolat sansaar dekha, mata ka patni ka phir pyar dekha,
Yaad jara apne parinaam ko karo, Yaad jara apne parinaam ko karo,
Phir tum vidayi Hanuman ki karo, Phir tum vidayi Hanuman ki karo,
Haanthon se seva shree Ram ki karo , Haanthon se seva shree Ram ki karo ,
Ab toh vidayi Hanuman ki karo, Ab toh vidayi Hanuman ki karo,

Iski badolat pariwar dekha, Raghukul pe iska upkaar dekha,
Jis ghar se Hanuman jayega bhaiya wo ghar musibat uthayega bhaiya,
Banwari maan shree Ram ka karo, Banwari maan shree Ram ka karo,
Ab toh bhajan Hanuman ka karo, Ab toh bhajan Hanuman ka karo,
Haanthon se seva shree Ram ki karo , Haanthon se seva shree Ram ki karo ,
Ab toh bhajan Hanuman ka karo, Ab toh bhajan Hanuman ka karo,



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *