Haridwar Aake Ganga Nahana Maa Ganga Bhajan Full Lyrics

gangamaa#BHAKTIGAANE #LatestMaaGangaBhajan #BestMaaGangaBhajan
Lyrics Name:Haridwar Aake Ganga Nahana
Singer Name:Nilima
Album Name :Maa Ganga Bhajan
Published Year 2016
File Size:11MB Time Duration :07:45:00




View In Hindi Lyrics



Jai Ho Maa Jai Jai Jai Ho Maa
Jai Ho Maa Jai Jai Jai Ho Ganga Maa

Haridwar aake ganga nahana
Haridwar aake ganga nahana
Paawan tan aur man kar jana
Paawan tan aur man kar jana

Nirmal jal mein dubki lagana
Paawan tan aur man kar jana…2

Gange Maa Jai Jai Jai Ho Maa
Gange Maa Jai Jai Jai Ho Maa

Maa ganga ko apne
main man mein basau
Phir deepak jala ke
Main jal mein bahau

Nij sar ko jhukaye
Main mannat kar aau
Ho kamna puri
Main ganga nahau

Pake ganga maa se najrana
Paawan tan aur man kar jana…2

Haridwar aake ganga nahana
Paawan tan aur man kar jana

Ganga naha Jai Jai Jai Ho Maa
Ganga naha Jai Jai Jai Gange Maa

Ye paap mitaye aur moksh dilaye
Tabhi ganga jal vishv mein khyati paye
Ye har ki hai paoni
Yaha jo bhi aaye
Wo darshan ganga aarti ke paaye

Tum bhi jeevan dhanya kar aana
Paawan tan aur man kar jana…2

Haridwar aake ganga nahana
Paawan tan aur man kar jana

Haridwar aake ganga nahana
Haridwar aake ganga nahana
Paawan tan aur man kar jana
Paawan tan aur man kar jana

Nirmal jal mein dubki lagana
Paawan tan aur man kar jana…2

Ganga naha Jai Jai Jai bol ke
Ganga naha Jai Jai Jai bol ke

Main sun ganga mahima
Karne snan aaya
Shraddha pushp lekar
Ganga dhaam aaya

Kahe log saare aake maa ke dware
Paayi maine khushiyan
Sang sukh mein bhav paya

Sun lo aaj sara jamana
Paawan tan aur man kar jana

aur man kar jana…
aur man kar jana…
aur man kar jana…
aur man kar jana…

aur man kar jana…
aur man kar jana…
aur man kar jana…
aur man kar jana…



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *