Ghanshyam Radhe Shyam Krishna Hindi Bhajan Lyrics
घनश्याम राधे श्याम कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स
#BhaktiGaane #GaneshjiBhajan #DevotionalSongs #HindiBhajan #Bhajanindia #india #BhajanDownload #HindiSongslurics #HindiBhajanMp3 #BhajanGanga #BhajanAarti #BhajanSangrah #HindiDevotional #HindiBhajan #HindiBhajan
Published By: Ghanshyam Radhe Shyam Krishna Hindi Bhajan Lyrics
Category: Krishna Ji Bhajan Hindi Lyrics
Label:Hindi Bhajan
Download : MP3 |
MP4 |
M4R
Songs Info :There are very beautiful bhajan Ghanshyam Radhe Shyam Krishna Hindi Bhajan Lyrics that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us
Songs Info : बहुत ही सुन्दर भजन हैं सावन स्पेशल ! घनश्याम राधे श्याम कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स जिसे सुनकर आप भाव विभोर हो जायेंगे ऐसे ही बहुत सारे भजनो का संग्रह हैं भक्तिगाने में मिलेगा , खुद भी सुने और दुसरो को भी सुनाये और साथ में शेयर कर हमें सहयोग प्रदान करे
Bhor ki pratham kiran ho tum
Raat ka ant charan ho tum
Bhor ki pratham kiran ho tum
Raat ka ant charan ho tum
Tum subha tum shyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radha ke har sanson mein tum
Meera ke vishwaas mein tum
Radha ki har saans mein tum
Meera ke vishwaas mein tum
Dono hriday mein shyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Tum to Kishan kanhaiya ho
Tum bansi ke bajaiya ho
Tum toh kishan kanhaiya ho
Tum bansi ke Bajaiya ho
Tumre shat shat naam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Tumhre dwaar jo aa jaye
Man ki shanti woh pa jaye
Tumhre dwaar jo aa jaye
Man ki shanti wo pa jaye
Mil jaaye aaram
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Dev ki nandan mohan ho
Sundar saral ho sohan ho
Dev ki nandan mohan ho
Sundar saral ho sohan ho
Apprajeet viraan
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Tum pooja ho bhakti ho
Hum bhakto ki shakti ho
Tum Pooja ho bhakti ho
Hum bhakto ki shakti ho
Nirmal aur nishkaam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam
Ghanshyam Radhe Shyam
Radhe Shyam Ghanshyam