Gehra Hai Bhavsagar Krishna Hindi Bhajan Lyrics
गहरा है भवसागर कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स
Singer By: Kumar Sunny
Lyrics By : Traditional
Gehra Hai Bhavsagar Krishna Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Kumar Sunny This version of song is written by Traditional Gehra Hai Bhavsagar Krishna Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Shyam Bhajan Sangrah It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.
Gehra Hai Bhavsagar Krishna Hindi Bhajan Lyrics -HD Video
Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Gehra Hai Bhavsagar Krishna Hindi Bhajan Lyrics | गहरा है भवसागर कृष्णा हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं Traditional और गया हैं Kumar Sunny बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .
Gehra Hai Bhav Sagar To Bhakto Na Dariye
Sanware Ka Naam Lekar Paar Utariye
Ye Jo Baba Hai Hamara Ye Hai Haare Ka Sahara
Iske Hawale Karo Jeevan Ki Naiya
Shyam Baba Aa Jayenge Banke Khivaiya
Banke Khivaiya Banke Khivaiya
Khatu Wale Sanware Ko Chaahe Jag Sara
Ye Jo Baba Hai Hamara Ye Hai Haare Ka Sahara
Gehra Hai Bhav Sagar To Bhakto Na Dariye
Sanware Ka Naam Lekar Paar Utariye
Ye Vo Naam Hai Ke Jisne Kitno Ko Taara
Ye Jo Baba Hai Vo Hai Haare Ka Sahara
Shree Radhe Radhe Japle Radhe
Radhe Radhe Hari Bol Hari Bol
Bhakt Japleta Sanware Ka Naam Hai
Dauda Dauda Chala Aata Mera Shyam Hai
Pyara Mera Shyam Hai
Sankat Mein Jisne Bhi Shyam Ko Pukara
Shree Radhe Radhe
Ye Jo Baba Hai Vo Hai Haare Ka Sahara
Gehra Hai Bhav Sagar To Bhakto Na Dariye
Sanware Ka Naam Lekar Paar Utariye
Ye Vo Naam Hai Ke Jisne Kitno Ko Taara
Tara Tara Tara Tara
Ye Jo Baba Hai Vo Hai Haare Ka Sahara
Shree Radhe Radhe Japle Radhe
Radhe Radhe Hari Bol Hari Bol
Murali Manohar Shyam Kanhaiya
Saare Jag Ka Tu Hai Khivaiya
Khatu Wala Sona Shyam
Meri Bhi Fariyad Sunega
Nikharegi Anwar Kuchh Aur Meri Shayari
Sanwara Karega Jis Din Nazar Karam Ki
Ho Jayega Uss Din Bhakto Mera Vara Nyara
Ye Jo Baba Hai Vo Hai Haare Ka Sahara
Gehra Hai Bhav Sagar To Bhakto Na Dariye
Sanware Ka Naam Lekar Paar Utariye
Ye Vo Naam Hai Ke Jisne Kitno Ko Taara