Gale Laga Lo Mere Ram Bajrangi Lal-Lal Ho Gaya Hanuman Hindi Bhajan Lyrics
गले लगा लो मेरे राम बजरंगी लाल लाल हो गया हनुमान हिंदी भजन लिरिक्स
Singer By: Raman Pareek
Lyrics By : Jai Shankar Choudhary
Gale Laga Lo Mere Ram Bajrangi Lal-Lal Ho Gaya Hanuman Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Raman Pareek This version of song is written by Jai Shankar Choudhary Gale Laga Lo Mere Ram Bajrangi Lal-Lal Ho Gaya Hanuman Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Sur Saurabh Industries It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.
Gale Laga Lo Mere Ram Bajrangi Lal-Lal Ho Gaya Hanuman Hindi Bhajan Lyrics -HD Video
Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Gale Laga Lo Mere Ram Bajrangi Lal-Lal Ho Gaya Hanuman Hindi Bhajan Lyrics | गले लगा लो मेरे राम बजरंगी लाल लाल हो गया हनुमान हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं Jai Shankar Choudhary और गया हैं Raman Pareek बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .
Bhari Sabha Mein Bajrangi Nachan Lagyo
Mahima Sindoor Ki Batane Laga
Gale Lagalo Mere Ram
Bajrangi Lal Laal Ho Gaya
Gale Lagalo Mere Ram
Bajrangi Lal Laal Ho Gaya
Maiya Jo Mastak Pe lagaye
Laal Sindoor Mujhe Pyara Hai
Maiya Ne Samajhya
Maiya To Thoda Thoda Lagaye
Chutki Le Mastak Pe Lagaye
Maine Kiya Hai Isse Lagaya
Bajrangi Lal Laal Ho Gaya
Gale Lagalo Mere Ram
Bajrangi Lal Laal Ho Gaya
Masal Ke Masal Kar Maine Prabhuji
Saare Tan Pe Lagaya
Tera Pyara Ban Jaunga
Mere Man Mein Aaya
Mujhko Ye Pahle Kyo Na Bataya
Tumne Prabhuji Pahle Kyo Na Samjhaya
Maiya Ka Manuga Ahsaan
Gale Lagalo Mere Ram
Bajrangi Lal Laal Ho Gaya
Hanumnan Ke Bhole Pan Par
Gad Gad Ho Gaye Ram
Iss Duniya Mein Tere Jaisa
Bhagat Nahi Hanuman
Sita Se Jyada Pyar Karunga
Hardam Tere Pass Rahunga
Deta Hu Tujhe Jubaan
Gale Lagalo Mere Ram
Bajrangi Lal Laal Ho Gaya
Jo Bhi Tujhpe Sindoor Chadaye
Uspe Kripa Karunga
Banwari Tere Bhakto Ke
Saare kaam Karunga
Baah Pakad Ke Gale lagaya
Aankho Mein Aansoo Dil Bhar Aaya
Mile Hai Bhakt Bhagwan
Bajrangi Lal Laal Ho Gaya