Gajanan padharo gajanan padharo Ganesh Bhajan Lyrics Rakesh Sharma

Ganesh-Chaturthi-HD-

Mp3 Song/Lyrics Name :Gajanan padharo gajanan padharo Hum bhakto ka sneh nimantranShraddha bhav se tumhe amantranHey deva swikaro
Singer :Rakesh Sharma
Album Name :Ganesh Chaturthi
Published Year :2010
File Size :8MB Time Duration :06:24:00



 

View In hindi Lyrics



Gajanan padharo gajanan padharo
Gajanan padharo gajanan padharo

Hum bhakto ka sneh nimantran
Shraddha bhav se tumhe amantran
Hey deva swikaro
Gajanan padharo gajanan padharo

Gajanan padharo gajanan padharo
Gajanan padharo gajanan padharo

Hum bhakto ka sneh nimantran
Shraddha bhav se tumhe amantran
Hey deva swikaro
Gajanan padharo gajanan padharo

Aaj padharo ganpati, rakho hamari laaj
Mangal data ganpati, mangal kardo kaaj – (2)

Bhakto ke rakhware prabhuvar – 2
Saare kaaj savaro
Gajanan padharo gajanan padharo

Riddhi siddhi ke tum ho data
Tum hamare bhagaya vidhata (2)

Gauri nandan sabke dulaare
Tu sabhi ke kaaj savare
Magal kalash pe haath dharo – 2
Aur saare vighan niwaaro

Gajanan padharo gajanan padharo
O gajanan padharo gajanan padharo

Pratham pooj hai ganpati safal karo sab kaaj – 2
Aaaye hai hum ganpati sharan
Tumhaari aaaj
Kripa sindhu kripa karo – 2
Aur naiyya paar utaro

Gajanan padharo gajanan padharo

Hum bhakto ka sneh nimantran
Shraddha bhav se tumhe amantran
Hey deva swikaro



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *