Bhari Unki Aankhon Mein Hai Kitni Karuna
#BhaktiGaane #LordRamSong #DevotionalSongs
Title : Bhari Unki Aankhon Mein Hai Kitni Karuna
Album Name: Bhari Unki Aankhon Mein Hai Kitni Karuna
Lyrics Written By: ****************
Singer Name: Devender Pathak
Publishing Year: 2019
Music Lenth: 6:38
Size:9 MB
Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us
Taare Ko Hari Naam Sabko Taare Ram
Bhari Unki Aankho Mein Hai Kitni Karuna
Jaakar Sudama Dukhari Se Poocho
Karamat Kya Unki Charno Ki Raj Mein
Jaakar Ke Gautam Ki Naari Se Poochho
Kripa Kitni Karte Hai Sharnagato Pe
Bata Sakte Hai Yadi Milenge Vibhishan
Patito Ko Pawan Vo Kaise Banate
Jatau Sarish Mansahaari Se Poochho
Taare Ko Hari Naam Sabko Taare Ram
Prabhu Kaise Sunte Hai Dukhiyo Ki Aahe
Tumhe Gyaat Ho Raja Bali Ki Kahani
Niradhar Ka Kaun Aadhar Hai Jag Mein
Ye Prashan Dhrupad Dulari Se Poochho
Chhama Sheelta Unme Kitni Bhari Hai
Batayenge Bhrigu Jee Vo Sab Jaante Hai
Harday Unka Bhavo Ka Hai Kitna Bhookha
Vidur Shabari Se Baari Baari Se Poochho
Bhari Unki Aankho Mein Hai Kitni Karuna
Jaakar Sudama Dukhari Se Poocho