#BHAKTIGAANE #SaiBabaBhajan #LordSaiBabaBhajan
Lyrics Name:Bhar Do Jholi Meri Sai Baba
Singer Name:Altaf Raja
Album Name :Sai Baba Bhajan
Published Year:2017
File Size:17MB Time Duration :12:35:00
Bhar Do Jholi……….2
Bhar Do Jholi Meri Sai Baba……2
Meri Jholi Abhi Tak Hai Khali…….2
Bhar Do Jholi Meri Sai Baba
Meri Jholi Abhi Tak Hai Khali…….4
Tum Daya Ke Ho Sagar Tumhari…….2
Har Lahar Hai Badi Shaktishali
Bhar Do Jholi Meri Sai Baba
Meri Jholi Abhi Tak Hai Khali
Bhikhari Ho Dhanpath Sabko
Tum Samman Dete Ho……..2
Har Ek Nirdhan Ko Bin Mange Hue
Vardan Dete Ho…………….
Bhar Do Jholi Meri Sai Baba
Meri Jholi Abhi Tak Hai Khali……..2
Ek Kharidaar Ka Roop Dharan Kiya
Sai Baba ne Seva ke Karan Kiya
Lakadiya Mol Le Li Sukhad Bhav Mein
Tapt Aake Dukho Ka Nivaran Kiya
Bhar Do Jholi……….Hum Sabki……2
Bhar Do Jholi Meri Sai Baba
Meri Jholi Abhi Tak Hai Khali……..2
Hai Phasane Tumhare Nirale Kai
Rotiya Paanch Thi Khane Wale Kai
Koi Bhi Shishya Bhukha Nahi Uth Saka
Ek Nivale Ke Ho Gaye Nivale Kai
Bhar Do Jholi……….Hum Sabki……2
Bhar Do Jholi Meri Sai Baba
Meri Jholi Abhi Tak Hai Khali……..2
Shatruon Ne Ujalo Ke Darshan Kiye
Pyar Ke Phool Charno Mein Arpan Kiye
Tumne Dipawali Mein Bina Ke Tel Ke
Jitne Dipak The Pani Se Roshan Kiye
Bhar Do Jholi……….Hum Sabki……2
Bhar Do Jholi Meri Sai Baba
Meri Jholi Abhi Tak Hai Khali……..2
Sarvajan Sanstha Hai ye Tumhari
Dal Anokha Hai Bagiya Nirali
Chhota Bada Nahi Hai Koi
Malik Sabhi Ka Ek Hai Rakhna Ye Dhyan Mein
Sabse Mahan Dharm Ahinsa Hai Karm Hai
Jiska Ye Dharm Karm Nahi Wo Adharm Hai
Lobh Aur Krodh Moh Kapat Ghor Paap Hai
In Pustako Ki Panno Pe Asuro Ki Chhap Hai
Rasta Hai Ek Ram Rahiman Ke Dwar Ka
Tumne Ye Sabko Paath Padhaya Hai Pyar Ka
Sarvajan Sanstha Hai ye Tumhari
Dal Anokha Hai Bagiya Nirali
Ek Hi Ped Ke Phool Hai Sab
Ek Se Paat Hai Daali Daali
Main Dukhi Aur Main Besahara
Ab Na Chhodunga Daaman Tumhara….2
Yuhi Wapas Nahi jane Wala
Dwar Ka Aashram ka Sawali
Bechain Aatma Hai Meri Pyar ke Liye
Mujhko Darash Ki Pyas Hai Uddha Ke Liye
Khali Hai Sabdkosh Bhi Aabhar ke Liye
Aankhe Meri taras Gayi Is Dwar ke Liye
Yuhi Wapas Nahi jane Wala
Dwar Ka Aashram ka Sawali
Apne Jeevan Ke Trishul an Mein
Jisne Tumko Pukara Hai Dil Se
Tumne Uske Manorath Ko Chaha
Bhar Gayi Us Bhikhari ki Thali
Shirdi Mein Ek Maushya The
Siddique Palke
Nirdhan Sahi Parantu Manushya
The Kamaal Ke
Kuchh Aisi Unke Seene Mein Thi
Haz Ki Aarzooo
Zaree Ko jaise Hoti Hai Suraj Ki Aarzoo
Wo Roz Saaf Karte The Darbar Sai Ka
Ek Roz Sai Bole Tu Hai Yaar Sai Ka
Kaabe Ka Farsh Saaf Karega Tu Ek Din
Arfaat Ka Tawaab Karega Tu Ek Din
Siddiqe ne Kaha Main Bada Badnasheeb Hu
Paisa Nahi Hai Pas Mein Main Garib Hu
Sai ne Unse Kaha Tu Haz Ko Jayega
Allah Ne Kaha Tu haz Ko Jayega
Alaah Intezaam tujhi Se Karayega
Chhoti Si Ek Dukan Thi Siddiqe Bhai Ki
Siddiuq Ne Usi Se Kuchh itni Kamai Ki
Ek Ek Paisa Rakha Sambhal Ke
Haz Ko ravana Ho Gaye Siddiqe Palke
Khali Nahi Gaya Wo Kabhi Koshagaar Se
Jisne Tumhare Pyar Ko Jod Hai Pyar Se
Tumne Uske Maorath ko Chaha
Bhar Gayi Us Bhikhari Ki Thali
Jindagi Meri Gulzaar kar Do
Mere Daman Ko Phoolo Se Bhar Do…..2
He Saburi ke Gulshan Ke Wali
He Shradhha Ke Upvan ke Maali……2
Bhar Do Jholi Meri Sai Baba……2
Meri Jholi Abhi Tak Hai Khali…….4