Bhakto Mein Ek Bhakt Mere Hanuman Hindi Bhajan Lyrics
भक्तो में एक भक्त मेरे हनुमान हिंदी भजन लिरिक्स
Singer By: Manoj Mishra
Lyrics By : Manoj Mishra
Bhakto Mein Ek Bhakt Mere Hanuman Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Manoj Mishra This version of song is written by Manoj Mishra Bhakto Mein Ek Bhakt Mere Hanuman Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Nova Spiritual India It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.
Bhakto Mein Ek Bhakt Mere Hanuman Hindi Bhajan Lyrics -HD Video
Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Bhakto Mein Ek Bhakt Mere Hanuman Hindi Bhajan Lyrics | भक्तो में एक भक्त मेरे हनुमान हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं Manoj Mishra और गया हैं Manoj Mishra बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .
Lyrics:
Jai Ho
Jai Ho
Bhakto Main
Bhakto Mein Ek Bhakt Mere
Hanuman Bade Hain Pyare
Bhakto Mein Ek Bhakt Mere
Hanuman Bade Hain Pyare
Jo Shri Ram Ke Kaaj Saware
Maa Anjana Ke Dulare
Shri Ram Ke Bhakt Ye Pyare
Maat Siya Ka Haran Hua
Tab Hanumat Aage Aaye
Shri Ram Ka Jhanda
Saare Jag Main Hain Fairaye
Maat Siya Ka Haran Hua
Tab Hanumat Aage Aaye
Shri Ram Ka Jhanda
Saare Jag Main Hain Fairaye
Aise Hain
Aise Hain Hanumat Ji Mere
Aise Hain Hanumat Ji Mere
Bhakton Ke Yeh Sahare
Jo Shri Ram Ke Kaaj Saware
Maa Anjana Ke Dulare
Shri Ram Ke Bhakt Ye Pyare
Lakshman Ko Jab Baan Lagi
Yeh Hi Sanjieevan Laaye
Tab Yeh Hi Sanjeevani Laye
Tab Yeh Hi Sanjeevani Laye
Chintit Ramchandra Ke Mukh Par
Khushiyan Hanumat Laye
Arre Khushiya Hanumat Laye
Lakshman Ko Jab Baan Lagi
Yeh Hi Sanjivan Laaye
Chintit Ramchandra Ke Mukh Par
Khushiyan Hanumat Laye
Aise
Aise Parambir Bajrangi
Ko Ab Bhaj Le Pyare
Jo Shri Ram Ke Kaaj Saware
Maa Anjani Ke Dulare
Shri Ram Ke Bhakt Ye Pyare
Kiya Kataksh Vibhishan Ne
Hanumat Ki Bhakti Par Tab
Cheer Ke Sina Dikha Diya
Shri Ram Ka Darsh Wahin Par
Kiya Kataksh Vibhishan Ne
Hanumat Ki Bhakti Par Tab
Cheer Ke Sina Dikha Diya
Shri Ram Ka Darsh Wahin Par
Aise
Aise Sankat Mochan Hanumat
Bhav Se Sabko Tare
Jo Shri Ram Ke Kaaj Saware
Maa Anjana Ke Dulare
Shri Ram Ke Bhakt Ye Pyare
Hanumat Ji Ko Kaliyug Main
Jo Bhi Dil Se Hain Dhyaye
Kashto Ka Samjho Ant Hua
Ghar Main Khushya Hain Laaye
Hanumat Ji Ko Kaliyug Main
Jo Bhi Dil Se Hain Dhyaye
Kashto Ka Samjho Ant Hua
Ghar Main Khushya Hain Laaye
Aise
Aise Siddh Mere Balaji
Aise Siddh Mere Balaji
Sab Ke Bhagya Sawaare
Jo Shri Ram Ke Kaaj Saware
Maa Anjana Ke Dulare
Shri Ram Ke Bhakt Ye Pyare