Bata Mere Yaar Sudama Re Super Hit Krishna Bhajan Full Lyrics By Ram Kumar Lakkha

#BHAKTIGAANE #KrishnaBhajan #LordkrishnaBhajan
Lyrics Name:Bata Mere Yaar Sudama Re
Singer Name:Ram Kumar Lakkha
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:9MB Time Duration :06:28:00







View In Hindi Lyrics

Bata mere yaar sudama re

Bata mere yaar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Balak tha re jab aaya karta
Roz khel ke jaaya karta x (2)

Re balak tha re jab aaya karta
Roz khel ke jaaya karta

Huye ke takraar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Bata mere yaar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Manne suna de kutumb kahani
Kyun kar pad gi thokar khani x (2)

Re manne suna de kutumb kahani
Kyun kar pad gi thokar khani

Tote ki maar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Bata mere yaar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Sab bachhon ka haal suna de
Misrani ki baat bata de x (2)

Ho sab bachhon ka haal suna de
Misrani ki baat bata de

Re kyun gaya haar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Bata mere yaar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Chaahiye thare tanne pahlam aana
Itna dukh nahi padta thaana x (2)

Re chaahiye thare tanne pahlam aana
Itna dukh nahi padta thaana

Kyun bhullya pyar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Bata mere yaar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Ib bhi aa gaya theek bakhat pe
Aaja baith ja mere takhat pe x (2)

Re ib bhi aa gaya theek bakhat pe
Aaja baith ja mere takhat pe

Ho jigri yaar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Bata mere yaar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Aaja bhagat chhaati pe la loon
Ib bata tanne kade bitha loon x (2)

Ho aaja bhagat chhaati pe la loon
Ib bata tanne kade bitha loon

Karoon sahukar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Bata mere yaar sudama re
Bhai ghane dinon mein aaya x (2)

Ghane dinon mein aaya
Ghane dinon mein aaya
Bhai ghane dinon mein aaya



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *