Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hindi Lyrics By Sonu Nigam


#BHAKTIGAANE #LatestBhajan #BestBhajan #Hanumaanbhajan
Name:Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye
Singer Name:Sonu Nigam
Album Name :***
Published Year:2018
File Size:06:10
Time Duration:50:00 M







View In Hindi Lyrics

Ram Naam Ka Lekar Sahara
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman

Ram Naam Ka Lekar Sahara
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman

Ram Naam Hai Harpal Uchchara
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman

Sau Yojan Ka Sagar Tumne
Ram Sahare Langha

Paap Ki Tumne Lanka Jala Ke
Pata Lagaya Maa Ka

Tumne Akshaye Kumar Ko Mara Hai
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Bajrangi

Ram Naam Ka Lekar Sahara
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman

Shakti Jab Laagi Laxman Ko
Vaidhya Raj Ko Laye
Surya Udaye Se Pahle Jakar Sanjeevan Le Aaye
Sab Kasto Se Lakhan Ko Ubara
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman

Ram Naam Ka Lekar Sahara
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman

Lanka Pati Ko Tere Ram Samaya
Mann Mein Ram Samaya
Naam Ram Ka Leke Tumne Seena Faad Dikhaya
Bhakt Tumsa Naa Hoga Dubara
Ye Baat Shri Ram Kah Gaye Hanuman
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman

Ram Naam Ka Lekar Sahara
Bajrangi Bade Kaam Kar Gaye Hanuman



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *