Baba Bhakto Ke Liye Ready Rehta Hai Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics
बाबा भक्तो के लिए रेडी रहता है खाटू श्याम हिंदी भजन लिरिक्स
Singer By: Soni Sisters
Lyrics By : Traditional
Baba Bhakto Ke Liye Ready Rehta Hai Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics Sung By : Soni Sisters This version of song is written by Traditional Baba Bhakto Ke Liye Ready Rehta Hai Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics Publisher : Shyam Bhajan Sangrah It is written very beautifully, if you like this song, then share it with others, share it with your friends or Facebook or Whatsapp and give us support.
Baba Bhakto Ke Liye Ready Rehta Hai Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics -HD Video
Songs Info : बहुत ही सुन्दर गाना हैं Baba Bhakto Ke Liye Ready Rehta Hai Khatu Shyam Hindi Bhajan Lyrics | बाबा भक्तो के लिए रेडी रहता है खाटू श्याम हिंदी भजन लिरिक्स जिसे लिखा हैं Traditional और गया हैं Soni Sisters बहुत ही सुन्दर तरह से लिखा गया हैं अगर ये गाना आपको अच्छा लगा तो दुसरो के साथ भी शेयर करे अपने दोस्तों या Facebook या Whatsapp पर शेयर करे और हमें सहयोग प्रदान करे .
Baba Bhakto Ke Liye Har Pal Ready Rehta Hai
Dekh Nahi Sakta Dukh Mein Sab Sankat Harta Hai
Isliye To Sanwara Mere Sath Chalta Hai
Baba Bhakto Ke Liye Har Pal Ready Rehta Hai
Nature Iska Hai Ki Humko Rakhe Raaji
Akad Kare To Rapat Lagade Baba Thoda Mijaji
Uski Sangat Mein Rehta Hai Jo Karta Hai Manjoori
Aisi Bhakt Ki Saari Mansa Shyam Karta Puri
Gale Lagakar Premi Ke Sar Hath Dharta Hai
Yu To Setho Ka Hai Seth Sara Jag Ye Kehta Hai
Baba Bhakto Ke Liye Har Pal Ready Rehta Hai
Jod Ke Dekho Sanwariya Se Dil Ka Dil Ka Nata
Hai Majal Fir Kiski Karde Tera Baal Bhi Banka
Ab To shyam Se Jodo Connection Aave Naa Fir Tension
Sharnagat Ki Mile Murade Aage Milegi Pension
Chokhani Kahe Sanwariya Mere Man Ki Sunta Hai
Baba Bhakto Ke Dukhde Parmanent Harta Hai
Baba Bhakto Ke Liye Har Pal Ready Rehta Hai
Teri Marji Par Chhoda Hai Dena Hai To Dede
Hum Bhi Bachche Dheet Hai Jyada Naa Kahenge Tujhse
Tu Kya Uska Hi Hai Kewal Chhapan Bhog Jo Laaye
Khul Jaayegi Pol Teri Jo Sabko Ye Batlaye
Teri Kripa Par Humko Thoda Sa Shak Hai
Hath Jod Kahe Sharma Hum Nadan Balak
Baba Bhakto Ke Liye Har Pal Ready Rehta Hai
Dekh Nahi Sakta Dukh Mein Sab Sankat Harta Hai
Isliye To Sanwara Mere Sath Chalta Hai
Baba Bhakto Ke Liye Har Pal Ready Rehta Hai