Anmol Tera Jeevan Yunhi Ganwa Raha Hai Krishna Bhajan Full Lyrics

#BHAKTIGAANE #LatestKrishnaBhajan #LordKrishna #BestKrishnaBhajan
Lyrics Name:Anmol Tera Jeevan
Singer Name:SHRI PREM
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:11MB Time Duration :07:50:00




View In Hindi Lyrics




Anmol tera jivan,
yunhi ganwa raha hai

Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Anmol tera jivan,
yunhi ganwa raha hai
Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Anmol tera jivan yunhi ganwa raha hai

Sapano ki nind mein hi,
yah raat dhal na jaaye

Pal bhar ka kya bharosa,
Kahi jaan nikal na jaaye

Ginti ki hai saanse,
yunhi luta raha hai

Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Anmol tera jivan,
yunhi ganwa raha hai
Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Jaayega jab yahaan se,
koi na saath dega

Is haath jo diya hai,
Us haath ja ke lega

Karmo ki hai ye kheti,
phal aaj pa raha hai

Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Anmol tera jivan,
yunhi ganwa raha hai
Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Mamata ke bandhanon ne
kyon aaj tujhako ghera

Sukh mein sabhi hai saathi,
koi nahin hai tera

Tera hi moh tujhko,
kab se rula raha hai

Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Anmol tera jivan,
yunhi ganwa raha hai
Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Jab tak hai bhed man mein,
Bhagwaan se juda hai

Kholo jo dil ka darpan,
is ghar mein hi khuda hai

Sukh roop ho ke bhi,
duhkh aaj pa raha hai

Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Anmol tera jivan,
yunhi ganwa raha hai
Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Anmol tera jivan,
yunhi ganwa raha hai

Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai

Anmol tera jivan,
yunhi ganwa raha hai
Kis aur teri manjil,
kis aur ja raha hai



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *