अम्बे तेरे चरणों की धुल दुर्गा भजन Ambey Tere Charno Ki Dhool Durga Hindi Bhajan Lyrics

Ambey Tere Charno Ki Dhool Durga Hindi Bhajan Lyrics

अम्बे तेरे चरणों की धुल दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स

#BhaktiGaane #GaneshjiBhajan #DevotionalSongs #HindiBhajan #Bhajanindia #india #BhajanDownload #HindiSongslurics #HindiBhajanMp3 #BhajanGanga #BhajanAarti #BhajanSangrah #HindiDevotional #HindiBhajan #HindiBhajan


Published By: Ambey Tere Charno Ki Dhool Durga Hindi Bhajan Lyrics
Category: Durga Ji Bhajan Hindi Lyrics
Label:Hindi Bhajan
Download : MP3 |
MP4 |
M4R


Songs Info :There are very beautiful bhajan Ambey Tere Charno Ki Dhool Durga Hindi Bhajan Lyrics that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us



Songs Info : बहुत ही सुन्दर भजन हैं सावन स्पेशल ! अम्बे तेरे चरणों की धुल दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स जिसे सुनकर आप भाव विभोर हो जायेंगे ऐसे ही बहुत सारे भजनो का संग्रह हैं भक्तिगाने में मिलेगा , खुद भी सुने और दुसरो को भी सुनाये और साथ में शेयर कर हमें सहयोग प्रदान करे

[matched_content]Maiya Tere Kadmo Ki Dhool Ban Ke Rahu
Ho Jau Tujhme Main Shamil
Ke Tu Hi Hai Meri Hai Manjil
Ke Subah Sham Tujhe Rahu
Ae Ambe Tere Kadmo Ki Dhool Banke Rahu
Ae Maiya Tere Kadmo Ki Dhool Ban Ke Rahu

Kishmat Ki Jo Rekha Hai Bolo Kisne Dekha Hai
Kahate Hai Takdeer Jise Teri Kalam Ka Lekha Hai

Tere Baare Mein Kya Kahu Jagadambe
Ae Maiya Tere Kadmo Ki Dhool Ban Ke Rahu

Ek Taraf Hai Ye Duniya Ek Taraph Hai Naam Tera
Swarg Bhi Thoda Feeka Hoga Katra Hai Jo Dham Tera

Hai Tera Kya Jadu Lata Wali
Tere Kadmo Ki Dhool Ban Ke Rahu
Ae Maiya Tere Kadmo Ki Dhool Ban Ke Rahu

Milti Hai Pandit Se Seekh
Dede Rehamat Ki Tu Bheekh

Hu Salamat Tujhase Hi Varana
Kaun Sunega Meri Cheekh

Har Shaih Mein Tu Hi Tu Sherawali
Tere Kadmo Ki Dhool Ban Ke Rahu
Ae Maiya Tere Kadmo Ki Dhool Ban Ke Rahu

Ho Jau Tujhme Main Shamil
Ke Tu Hi Hai Meri Hai Manjil
Ke Subah Sham Tujhe Rahu
Ae Ambe Tere Kadmo Ki Dhool Banke Rahu




Download-Button1-300x157

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *