Bhakto Ka Kalyan Kare Meri Maiya Jee Sherowali Hai
#BhaktiGaane #MataRaniSong #DevotionalSongs
Title : Bhakto Ka Kalyan Kare Meri Maiya Jee Sherowali Hai
Album Name: Meri Maiya Jo
Lyrics Written By: ****************
Singer Name: Avinash Karn
Publishing Year: 2019
Music Lenth: 6:13
Size: 9 MB
Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us
Jisne Bhi Maa Ki Bhakti
Dil Mein Jagali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiya Jee Sherowali Hai
Jai Kali Maa Jai Durge Maa
Jai Jai Ambey Maa
Jisne Bhi Maa Ki Bhakti
Dil Mein Jagali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiya Jee Sherowali Hai
Jai Kali Maa Jai Durge Maa
Jai Jai Ambey Maa
Chamke Jo Lakho Bhanu Shashi
Maiya Ka Mukhda Aesa Lage
Jisne Bhawani Ke Darshan Kiye
Soya Nasheeba Uska Jage
Jo Bhav Bhandhan Ko Kaate
Vo Jyota Wali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiya Jee Sherowali Hai
Hatho Mein Pooja Ki Thali Liye
Dar Pe Suhagan Teri Khadi
Maa Ki Kripa Jispe Bhi Rahe
Milti Usi Ko Ye Shubh Ghadi
Vinti Apne BHakto Ki
Nahi Maa Ne Taali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiya Jee Sherowali Hai
Tu Meri Maiya Main Beta Tera
Janmo Janam Ye Nata Rahe
Avinash Teri Vaani Madhur
Sur Taal Mein Tu Gata Rahe
Teri Daya Se Hi Bisariya Kalam Uthali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiya Jee Sherowali Hai
Jisne Bhi Maa Ki Bhakti
Dil Mein Jagali Hai
Vo Bhakto Ka Kalyan Kare
Meri Maiya Jee Sherowali Hai
Jai Kali Maa Jai Durge Maa
Jai Jai Ambey Maa