Kabhi Mere Ghar Bhi Aao Lyrics Sing By Bhavna Svaranjali

Kabhi Mere Ghar Bhi Aao

#BHAKTIGAANE #KhatuShyamSong #DevotionalSongs #NewDevotionalSong


Kabhi Mere Ghar Bhi Aao
Aakar Sukh-Dukh Ki Batlao
Kuchh Sun Lo Aur Sunao Baba Shyam Dhani
Lagi Darshan Ki Abhilasha Mere Man Mein Ghani
Kabhi Mere Ghar Bhi Aao

Kabhi Mere Ghar Bhi Aao
Aakar Sukh-Dukh Ki Batlao
Kuchh Sun Lo Aur Sunao Baba Shyam Dhani
Lagi Darshan Ki Abhilasha Mere Man Mein Ghani
Kabhi Mere Ghar Bhi Aao

Maat Morabi Ke Lala Ho Deen Dayalu Data
Maine Suna Bhakton Ke Aansu Dekh Nahin Tu Pata
Tere Hote Mein Ruon Na Jage Aur Na Suon

Iss Jindagi Ne Rahe Chinta Ghani
Lagi Darshan Ki Abhilasha Mere Man Mein Ghani
Kabhi Mere Ghar Bhi Ao

Iss Duniya Ko Dekh Dekh Kya Tu Bhi Rang Badal Gaya
Khakar Chhappan Bhog Tera Bhi Rang Aur Dhang Badal Gaya

Mere Ghar Se Rukhi Sukhi Pave Tu Isilie Na Ave
Kabhi Bhukha Hi Rah Jave Khave Seva Mani

Lagi Darshan Ki Abhilasha Mere Man Mein Ghani
Kabhi Mere Ghar Bhi Aao

Ek Bar To Akar Dekho Bhav Ka Bhog Lagaun
Kami Nahin Makhan Mishri Ki Raj Raj Tumhen Khilaun

Karun Aisi Khatiradari Na Bhulega Giradhari
Bhavana Devendr Ki Yari Sanvare Rahegi Bani
Lagi Darshan Ki Abhilasha Mere Man Mein Ghani
Kabhi Mere Ghar Bhi Ao


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *