गायत्री चालीसा दुर्गा हिंदी भजन लिरिक्स
Download :MP3 | MP4 | M4R iPhone
Gayatri Chalisa Durga Hindi Bhajan Lyrics -HD Video Download
Hrim Shrim Klim Medha Prabha Jeevan Jyoti Prachand
Shanti Kranti Jagruti Pragati Rachna Shakti Aakhand
Jagat Janani Mangal Karni Gayatri Sukh Dham
Pranavo Savitri Swadha Swaha Puran Kaam
Om Bhur Bhuva Swaha Om Yut Janani Gayatri Neet Kalimal Dahani
Akshar Chaubis Param Puneeta Inme Base Shastra Shruti Geeta
Shashwat Satoguni Satrupa Satya Sanatan Sudha Anoopa
Hansarudh Swetambhar Dhari Swarn Kanti Suchi Gagan Bihari
Pushtak Pushpa Kamandalu Mala Subhra Varna Tanu Nayan Vishala
Dhyan Dharat Pulkit Hiy Hoi Sukh Upjat Dukh Durmati Khoyi
Kamdhenu Tum Sur Taru Chaya Nirakar Ki Adbhut Maya
Tumhari Sharan Kare Jo Koi Tare Shakal Sankat So Soi
Saraswati Lakshmi Tum Kali Deepe Tumhari Jyoti Nirali
Tumhari Mahima Paar Na Paave Jo Sharad Shat Mukh Gun Gave
Char Ved Ki Maat Puneeta Tum Brahmani Gauri Seeta
Mahamantra Jit Ne Jag Mahi Kou Gayatri Sam Nahi
Sumirat Hiy Mein Gyan Prakashe Aalas Paap Avidhya Nase
Shristi Beej Jag Janani Bhavani Kaal Ratri Varda Kalyani
Brahma Vishnu Rudra Sur Jete Tum Sau Paave Surta Tete
Tum Bhaktan Ki Bhakt Tumhare Janani Hi Putra Pran Te Pyare
Mahima Aprampar Tumhari Jai Jai Jai Tripada Bhayahari
Poorit Sakal Gyan Vigyana Tum Sam Adhikan Jag Mein Aana
Tumhi Jaani Kachu Rahe Na Shesha Tumhi Paay Kachu Rahne Na Kalesha
Janat Tumahi Tumahin Hai Jai Paras Parsi Kudhatu Suhai
Tumhari Shakti Deepe Sab Thai Mata Tum Sab Thor Samayi
Graha Nakshtra Brahmand Ghanere Sab Gativan Tumhare Prere
Sakal Shriti Ki Pran Vidhata Palak Poshak Nashak Trata
Mateshwari Daya Vratdhari Tum San Tare Patki Bhari
Japar Krupa Tumhari Hoyi Ta Par Krupa Kare Sab Koi
Mand Buddhi Te Buddhi Bal Paave Rogi Rog Rahit Ho Jaave
Daridra Mite Kate Sab Peera Nashe Dukh Hare Bhav Beera
Graha Kalesh Chit Chinta Bhari Naase Gayatri Bhay Haari
Santtihin Susantati Paave Sukh Sampati Yut Mod Manave
Bhoot Pishach Sabe Bhay Khave Yam Ke Doot Nikat Nahi Aave
Jo Sadhva Sumire Chit Lai Akshat Suhag Sada Sukhdai
Ghar Var Shukhprad Lahe Kumari Vidhva Rahe Satyavrat Dhari
Jayati Jayati Jagdamba Bhawani Tum Sam Aur Dayalu Na Dani
Jo Sadguru So Diksha Paave So Sadhan Ko Safal Banave
Sumiran Kare Suruchi Badbhagi Lahen Manorath Grahi Viragi
Astha Siddhi Nav Nidhi Ki Daata Sab Samarth Gayatri Mata
Rishi Muni Yati Tapasvi Yogi Aarat Arthi Chintit Bhogi
Jo Jo Sharan Tumhari Aave So So Manvanchit Phal Paave
Bal Buddhi Vidyashil Swabhavu Dhan Vaibhav Yash Tej Uchaau
Sakal Badhe Upje Sukh Nana Je Yeh Paath Kare Dhari Dhyana
Yeh Chalisa Bhakti Yut Paath Kare Jo Koi
Ta Par Krupa Prasanta Gayatri Ki Hoye