एक दुखिया की पुकार | श्याम का चमत्कार | | by Mamta Bharti | Heart Touching Bhajan Audio

एक दुखिया की पुकार | श्याम का चमत्कार | | by Mamta Bharti | Heart Touching Bhajan Audio

#BhaktiGaane #DevotionalSongs


Songs Info :There are very beautiful bhajans that will hear you become disturbed, many such Bhajans are available in Bhaktigaane, listen to yourself and also tell others and share them together to help us

Songs Info : बहुत ही सुन्दर भजन हैं जिसे सुनकर आप भाव विभोर हो जायेंगे ऐसे ही बहुत सारे भजनो का संग्रह हैं भक्तिगाने में मिलेगा , खुद भी सुने और दुसरो को भी सुनाये और साथ में शेयर कर हमें सहयोग प्रदान करे



Song: Shyam Ka Chamatkar
Singer: Mamta Bharti
Music: Lovely Sharma
Lyricist Vinod Bansal:
Category: HIndi Devotional ( Shyam Bhajan)
Producers: Amresh Bahadur, Ramit Mathur
Label: Yuki

********************************************
Connect with us on :
Facebook – https://www.facebook.com/yukicassettes/
Youtube – https://www.youtube.com/c/YukiMusicCompany
Twitter – https://twitter.com/YukiCassettes
Saavn – https://tinyurl.com/y7zmmyba_

Lyrics:-
Darbar Mein Khatu Wale Ke
Taqdeer Banayi Jaati Hai
Jab Raat Ko Duniya Soti Hai
Shyam Ki Jyot Jagaai Jaati Hai

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

Kissa Suna Rahi Hoon Main Ek Gareeb Ka
Chamka Naseeb Ka Us Badnaseeb Ka
Ek Naari Thi Dukhiya Thi Baba Ki Pujaran
Thi God Uski Khaali Aur Thi Badi Nirdhan

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

Ek Din Wo Santini Shyam Ke Dar Pe Aa Gayi
Dil Ki Kahani Shyam Ko Ro Ro Suna Rahi
Ro Roke Shyam Se Kehne Lagi Kya Mera Kusoor
Kyun God Meri Khaali Rehmat Se Teri Door

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

He Shyam Tum Sabki Jholi Bharte Ho Main Bhi Tumhare Darbar Aayi Hoon Meri Bhi Jholi Bhar Do
Mujhe Bhi Koi Maa Kehne Wala Ho

Baba Bole Tujhko Lal Diya Ja Tu Apne Ghar
Aa Saal Bhar Ke Baad Isko Darbar Mein Lekar
Nau Mahine Baad Uske Ghar Mein Ujala
Lene Laga Godi Mein Lal Uske Uchhala

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

Swami Kal Tak Yahi Log Mujhe Baanjh Kehte The Mera Munh Tak Dekhna Pasand Nahi Karte The
Aaj Mere Shyam Ne Mere Baba Ne Meri Jholi Bhari Hai To Mujhe Khatu Dham Jana Hai

Phir Kadam Shyam Baba Ke Darbar Chal Pade
Baba Bhi Usko Raahon Mein Aazmane Chal Pade
Thandi Hawa Mein Neend Ka Jhonka Jo Aa Gaya
Godi Se Chhoota Lal Wo Patthar Pe Ja Gira

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

Girte Hi Lal Ka Wahin Pe Dum Nikal Gaya
Dekha Hai Lal Maa Ne Kaleja Dahal Gaya
Main Lut Gayi Barbad Hui Tere Bhawan Mein
Par Aanch Na Aane Dungi Main Apne Vachan Mein

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

Patthase Se Utha Lal Ko Seene Se Lagaya
Le Jaake Shyam Baba Ke Charno Mein Litaya
Charno Mein Litate Hi Wo Behosh Ho Gayi
Bachche Ki Maut Se Wo Khayalon Mein Kho Gayi

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

Baba Bole Agar Chahti Tu Jeevte Apna Lal
Lekar Nishan Tujhko Aana Hai Har Saal
Bas Itna Hi Suna Tha Usko Hosh Aaya Hai
Uth Karke Shyam Baba Ka Deedar Paya Hai

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

Baba Ne Badhke Santini Ko Jaake Uthaya
Amrit Ka Diya Chhenta Uska Lal Dilaya
Baba Bole Tu Sachchi Tera Ye Lal Hai Sachcha
Sachchon Ke Liye Hai Mera Darbar Bhi Sachcha

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

Sachchi Lagan Jagan Ki Dekho Kaam Kar Gayi
Us Naari Ki Katha Jag Mein Amar Hui
Baba Bole Tu Sachchi Tera Ye Lal Hai Sachcha
Sachchon Ke Liye Hai Mera Darbar Bhi Sachcha

Shree Shyam Shyam Ratt Le
Shree Shyam Shyam Jap Le

#shrishyamkatha #shyamkatha #shyamchalisa #mamtabharti #shyambhajan #dardbharasong #hearttouching #krishnabhajan #lordkrishna #yukimusic #yukicassettes #yukibhajan
Shree, Sri, Shri, Lord, God, Bhagwan, Jai, Jay, Karma, Peace, Value, Sanskar, Hindu, Religion, Sect, Bhajan, Aarti, Song, Chalisa, Praise, Mantra, Meditation, Mind, Enlightenment, Devotional, Guru, Guide, Divine, Force, Temple, Yoga, Dance, Pooja, Archana, Hare, Healing, Master, Teaching, Sanskrit, India, Culture, Daily, Life, Prayer, Ram, Sita, Shiva, Shankar, Ganesh, Ganpati, Krishna, Laxmi, Saraswati, Hanuman, Sai Baba, Kali, Durga, Ambe, Shreenathji, Maa, Hindi, MP3, Download, Stotra, Vishnu, Mahalaxmi, Ramayan, Gayatri, Free, Album, Sangraha

Download-Button1-300x157

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *