Shyam Rang Mein Tu Rang Very Beautiful Krishna Bhajan Full Lyrics By Sunita Goyal

#BHAKTIGAANE #LatestKrishnaBhajan #BestkrishnaBhajan
Lyrics Name:Shyam Rang Mein Tu Rang
Singer Name:Sunita Goyal
Album Name :Krishna Bhajan
Published Year:2017
File Size:10MB Time Duration :07:20:00







View In Hindi Lyrics

Shyam Ke Rang Mein
Rang Le Man Ko
Man Paawan Ho Jaye
Sara Jeevan Mauj Kare
Aur Ant Param Pad Paye

Shyam Rang Mein Tu
Rang De Re Man Ko….2
Tu Bhi Pyara Laage
Saaware Sajan Ko….2

Jhoothi Ye Duniyadaari
Jhoothi Ye Maya Hai
Apna Nahi Hai Yaha
Sab Kuchh Paraya Hai….2

hyam Gun Gaye Ja Tu
Shyam Ko Rijhaye Ja…2
Tu Ikattha Kar Le
Shyam Naam Dhan Ko…2

Tu Bhi Pyara Laage
Saaware Sajan Ko….2

Shyam Rang Mein Tu
Rang De Re Man Ko….2
Tu Bhi Pyara Laage
Saaware Sajan Ko….2

Shyam Rang Pakka Hai
Ye Chhut Nahi Payega
Janam Janam Tak Tere
Kaam Hi Aayega….2

Ek Baar Chadta Ye
Kabhi Na Utarta…2
Ye Badhata Jaye
Teri Lagan Ko…2

Tu Bhi Pyara Laage
Saaware Sajan Ko….2

Shyam Rang Mein Tu
Rang De Re Man Ko….2
Tu Bhi Pyara Laage
Saaware Sajan Ko….2

Binnu Ki Bas Ab
Yahi Ek Prarthna
Pyare Pyare Saaware
Jodo Dil Ki Bhawna…2

Jeevan Ka Aadhar Hai Ye
Sachha Mukti Dwar Hai…2

Tujhe Pahucha Dega
Prabhu Ke Vatan Ko…2

Tu Bhi Pyara Laage
Saaware Sajan Ko….2

Shyam Rang Mein Tu
Rang De Re Man Ko….2
Tu Bhi Pyara Laage
Saaware Sajan Ko….2



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *