Jai Lakshmi Kalyani Maiya Sab Aaye Sharan Tihari Maa Lakshmi Song Lyrics Sadhana Sargam

aiswaryam1

Mp3 Song/Lyrics Name :Jai lakshmi kalyani maiya Jai lakshmi kalyani Jai lakshmi kalyani maiyaSab aaye sharan tihari maiya

Singer : Sadhana Sargam

Album Name : Jai Lakshmi Kalyani

Published Year :2011

File Size : 7MBTime Duration :04:44:00




View In hindi Lyrics



Jai lakshmi kalyani maiya
Jai lakshmi kalyani
Jai lakshmi kalyani maiya

Jai lakshmi kalyani maiya
Jai lakshmi kalyani
Jai lakshmi kalyani maiya
Sab aaye sharan tihari maiya
De darshan maharani
Jai lakshmi kalyani maiya
Jai lakshmi kalyani
Jai lakshmi kalyani
Tu mangalmay pawan maiya
Kripa sada barsave
Deen dukhi sharnagat jan ke
Bigade kaaj banave
Tu anant mahadani maiya
Jai lakshmi kalyani
Jai lakshmi kalyani
Dev sabhi aradhan karte
Rishi muni dhyan lagate
Is nashwar sansar ke prani teri kirat gaate
Tu devi vardani maiya
Jai lakshmi kalyani
Jai lakshmi kalyani
Tu raji jisape ho jave
Khole shukh ke dware
Man mein jagave gyan ki jyoti
Har leti andhiyare
Tu jyotirmai shiwani maiya
Jai lakshmi kalyani
Jai lakshmi kalyani



Download-Button1-300x157



Pleas Like And Share This @ Your Facebook Wall We Need Your Support To Grown UP | For Supporting Just Do LIKE | SHARE | COMMENT ...


Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *